GST Full Form & GST Meaning ??
G ST ka full form hain (Goods and Services Tax). GST ke aur baarein mein jaane ne se pehle , pehle samajhte hain kaise India mein ye GST kaam karta hain. Sabhi Deshon ki sarkaron ko paise chahiye isiliye yeh ek bada source of revenue hain sarkar ke liye. Iss prakar taxes collect kiye jaate hain aur kharach kiye jaate hain public ke liye. Ye taxes do prakar ke hote hain - 1) Direct Tax 2) Indirect Tax Direct Tax ka matlab kya hota hain ?? Direct Tax Dekha jaata koi nirdharit person ke income ke upar(yeh person koi company,koi person or firm bhi ho skta hain). Tax ka mulya dey karne wala hoga compnay ke earning ke upar jaise salary,house rent income, Bank FD interest ETC. isliye woh zyada kamate hain toh zyada tax pay karenge jiska sidha-sadha matlab hain jo zyada ameer hoga woh zyada tax dega in comparison to kam ameer. Isliye, Tax ki ghatna ek vyakti ya nirdharit par aati aur aise ghatna ya tax ka bhuktan ki zimmedaari kisi anya vyakti par nhi dali jaa sakti. Niche ke list m...