Types of Stocks ?? Different types of Stocks in hindi

Do mulya tarah ke stocks hote hain common stocks aur preferred stocks. Stocks  listed kiya jaata hain stock market mein yeh listed hote hain company size,industry, kis category mein woh stock parta hain uske dwara.

1. Common Stock 

Agar aap stock Market mein naye ho aur aap kuch stocks kharidna chahte ho. Aap Common stock mein hi invest karte hain.

Jab aap Common Stocks kharidte ho , tab aap uss company ke profit ka share bhi kharidte ho Common Stocks kharidne wale dividend bhi le sakte hain, Magar wo dividend guaranteed nhi hain ki wo company dividend dega hi dega.


Fundraisy.com


2. Prefered Stocks 

Alag stocks se Prefered Stock mein zyada tar bonds aate hain. Yeh niveshak or Investor ko fixed dividend deta hain . 

Prefered Shareholders or niveshak hone ke fayde :- Prefered Stocks  mein preferred investors or niveshak pehle dividend paate hain comparison to common investors or niveshak se bankruptcy or liquidation bhi preferred investors ko pehle se hi asar padhna shuru ho jaata hain in comparison to common investors .

Preferred Stocks kaam volatile hote hain aur kaam volatility dikhne ko milta hai iska sidha sadha yeh matlab hota hian ki aapko loss hone ka bohot kaam chance hain aur iska aur ek matlab hota hain ki aapko zyada profit bhi nhi hoga. Preferred Stocks unke liye best hain jo long term invest mein believe rakhte hain aur plan karte hain fir long-term.











 

Comments

Popular posts from this blog

GST Full Form & GST Meaning ??

Kya hain stock Market ??